Comment ke jariye hum apne visitors se feedback le sakte hai, or comment box hona behad jaruri bhi hai. Kyonki issay ye pata chalta hai ki aapke visitor ko aapki post pasand aayi ya nahi, or wo apne comment ke jariye aapko bata sake ki aapke post unke kaisi lagi. Lekin blogspot me aisa dekha gaya hai ki comment tab visible hi nahi hote.
Comment Tab Not Visible In Blogger Dashboard, Hindi guide
Kya hai iski wajah ?
Iski wajah yahai hai ki aapne apne setting me comment ko google+ ke sath add kiya hai, jiski wajah se comment tab blogger dashboard pa visible nahi ho pa rahe.

Kaise Comment Tab ko Visible kare ?
Step – 1

1. Apne blogger dashboard me Setting ko click kare
2. Fir iske bad Post,Comment and sharing ko click kare.
3. Google+ comments section me jaye.
4. Waha No ko select kare.
5. Save settings par click kare.
Step -2
Bas itna hi aapko karna hai. Iske bad aap apne Blogger dashboard me dekh sakte hai ki aapka Comment tab Visible ho chuka hai…

Note : Jab aap Google+ ke comment ko apne blog ke liye activate karte ho to apke blog dashboard par comment visible nahi hota. Or iski wajah se aapko ya pata nahi hota ki aapke blog par kisne comment kiya hai.. Haan aap google+ notification ke jariye ya pata kar sakte ho, par ye utna effective nahi hota..
Friends agar aapko hamari ye post pasand aai to comment karna na bhule. Happy blogging
हमारी अन्य सेवाएं
- Adsense approved करवाना
- Wordpress setup
- Blogger ब्लॉग को wordpress पे transfer करना
- किसी भी तरह की वेबसाइट बनाना
- Android App बनाना