Blog kaise banaye ? Blog kaha par banaye ? Agar aapke maan me ye sawal aa raha hai to jahir si baat hai ki aap apna blog banan chahte ho , lekin blog banane se pehle aap hamare Basic Blog Guide ko jarur read kar le. Hota ye hai ki log apan blog to bana lete hai lekin blog banane ke bad unhe kuch samajh me nahi aata ki maine blog banaye kyon hai, or yahi uljhan me wo ulajh jate hai.
Anyway, blog banana bahut hi aasan hai agar hum aapko directly blog banana sikha de to aap blog to bana loge but blog banane ke doran or blog banane ke bad aapke maan me kuch sawal jarur aayenge jisay aaj hum apne article Start A Blog me aapke share karne wale hai.
Start A Blog
Blog banan bahut hi aasan hai, lekin blog banan ek bad blog ko manage karna or kaise article likha jata hai ye bhi janna jaruri hai. Isliye niche diye gaye tino Part ko follow kare, taki blog banane me or blog banan ke bad aap easily apne blog ko manage kar sako.
Part 1 – Blog banaye
Part 2 – New Post kare – Article Likhe
Blog banane ke bad sabse pehla kaam hota hai apne blog par New Post karna yani ki article publish karna. Aap niche diye gaye article ko read kare or samjhe ki New post kaise kiya jata hai or New Post karne ke doran kin kin baato par dhyan dena chahiye.
- Blog par New Post kaise kare ?
- Blog post me image kaise upload kare ?
- Blog post me video kaise upload kare ?
- Blog par quality article kaise likhe ?
- Kya blog par copy paste kar sakte hai ?
- Blog post publish karne se pehle rakhe kuch baato ka khayal.
- Hindi me typing kaise kare ?
- Hindi ya Hinglish kis language me blog start kare ?
- Blog me page kaise baney
- Apne blog par article likhne ke liye kisi ko kaise invite kare ?
Part 3 – Tips and Guide
Maximum log blog banan ke bad apne blog par article publish karna suru kar dete hai or dhire dhire jab unhe blogging ke bare me jankari hoti jati hai to unhe samajh me aata hai ki unse kuch galtiya ho gai hai, or isi chakkar me wo blogging me interest nahi de pata.
Hum chahte hai ki aap wo sari galtiya na karo jissay aapko future me koi problem na ho..
- Agar blog ke jaroye paisa kamana hai to kis topi me blog banaye ?
- Blogging me ye 5 mistake kabhi na kare.
- Maximum log blogging me fail kyon hote hai.
- Blogging me success kaise paye ?
- Blogging ko full time carrier kaise banaye ?
- Successful blogger kaise bane.
Friends, In sabhi article ko read kare or blogging ki basic samjhe. Ins abhi article ko follow karne ke bad aap blogging ke basic concept ko jarur samajh jaoge or blog ki taraf aapka pehla kadam perfect hoga.
हमारी अन्य सेवाएं
- Adsense approved करवाना
- Wordpress setup
- Blogger ब्लॉग को wordpress पे transfer करना
- किसी भी तरह की वेबसाइट बनाना
- Android App बनाना